kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

yor yugh verma – nasha reloaded كلمات اغاني

Loading...

haan… khoon se likhe the khat
padhe bina subah
jala diye aur raakh phirr
uda g-yi hawa
likhaya tha jo baah pe
mitaya na wo naam
tera mera kyon saath bas
do lamho ka raha

nasha teri yaadon ne
in haathon mein de diya
nasha teri yaadon ne
in haathon mein de diya
maine mujhe khud ko bhi
mujhi se jo kho diya
nasha teri yaadon ne
in haathon mein de diya

tujhse mila tha, mujhko mila tha
pyaar mera tha
bhool saka na, bhool g-ya tha
waqt mera tha
jo aksh tera hai, wo shaqs mera tha
jo samsh sa tha kal
wo ab andheron mein kho g-ya

nasha teri yaadon ne
in haathon mein de diya
nasha teri yaadon ne
in haathon mein de diya
maine mujhe khud ko bhi
mujhi se jo kho diya
nasha teri yaadon ne
in haathon mein de diya

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...