kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

vidhayak – itihaas diya rach, dedicated to neeraj chopra كلمات اغاني

Loading...

itihaas diya rach aya sher hindustan se
mathe se lagao mhari mati mein jaan se
maratha jaati se belong kre bhai mera
mehnat vishwaas ye haryana ki pehchaan se
naam kiya inspiration bnaa diya hai jawaan mein
kad hai badhaya bhai ji ne sammaan mein
haqdaar mehnat rang leke aayi laya medal haryana wala chhora hindustan mein
kaam kiya gach itihaas diya rach
beta kushti mein aaja tandarusti mein aaja
sabse aage mile hum
chhore parmanu bum
haryana wale rakhte hain gooda aur dum
bolo bhole bam bam
ye hai jeet hmari baat krunga na pange ki
aan baan shaan bhai ne badhayi tirange ki
kaam kiya aise diya pasa palat
tera bhai aya dekh beta saamne se hat
no if no but na hai chhal na kapat
haryana walе chhore ne gaad diya lathh

ghana hardwork kiya tabhi jeeta hai
bolu sach kyonki hatho mein geeta hai
har banda yaha milеga desi bhai
panipat wala chhora jamma cheeta hai

re bolo vijay bhav, hai mehnat jo sambhav
re khoon paseena bhatera hua hai
khushi hai ki sabne hi bera hua hai
abhimanyu ko shatru ne ghera hua tha pr hard work krke sabera hua hai
sabhi ko hai garv ho gyi hai chaudi chhati
mai mast malang jaisa bhole ka baraati
jo haar nahi maanta vo bharat ka khoon
sarve bhavantu sukhinah maa hai sikhlaati
jawaan kisaan sabhi ka sammaan
lelo gyaan bharat mata meri jaan
ha vishesh hai tiranga ye baat meri maan
khud ko kehte ho vidwaan hai akal dhela bhar na
re seedha khada ho jab bje rashtragaan
re aag si laga di vidhayak ne gaane mein
mehnat ko salam jo lagi medal ko laane mein
mitti vatan ki lagata mai maathe se
neeraj bhai pyar tane up bihar hindustan se haryaane se

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...