kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

umx – qurbaan كلمات اغاني

Loading...

[hook]
kya ashiq mai hun
bulaane se ata nahi
jaan hazir rakhun
mai in sabko bhata nahi
qurbaan
jaan kardun jo
toh kehte kyu yeh pal haseen
sab aankhen mujhpe ghadi
kehte kuch tu karta nahi

[verse]
par mai
pal dhundun aise ki
kuch hasil karlun
jo ilm bacha hai khudpe n_z_l karlun
bas chidne se matlab nikalne se kuch bhi ni
kamil hoga khudko sabit kar tu
phir bolega kya rona kya girgidana
kya paisa kya shohrat kya hai yeh khazana
sab khat mere zaya yeh khudmai fasana
sab majbooriyon ka banate bahana
par
khudpe bharosa hai
tu daudega ab tak kisne tujhko roka hai
toh jab aajayega bulava
tu dariya bhi par kar jaana
aur kehna ki
sab ke sab matlab ke rishte
jo marjaunga toh maujood hon farishte
aur qabar mai piste piste yeh sawaal
ki kahan hai dost aur bas itne hi bistar
iska toh soncha hi kabhi ni
jo kala ki hui ni kami bhi
aur nukte nikale ni kabhi bhi
aur khudse mai puchun har baar ke
[hook]
kya ashiq mai hun
bulaane se ata nahi
jaan hazir rakhun
mai in sabko bhata nahi
qurbaan
jaan kardun jo
toh kehte kyu yеh pal haseen
sab aankhen mujhpe ghadi
kehtе kuch tu karta nahi

[verse]
kya mai aur kya tu
sab bante jadugar isi wajah se mai bas apne paas hun
kya dun?
kya dun safai
jo jaan pe hai aayi
mai jeeta raha is tarah kyun?
kinse gila karun door?
kahenge huzoor
jab dekhenge woh mera taboot
ansu aate ni aankhon se
girta bas pani
jo thoda rehg_ya ho makool
karna bharosa bas khudpe yahan
tu kisi ka dost na kisi ki jaan
aur ummedon ke na jo toote makaan
toh ab rishtedar bhi kehte shabash
toh syaahi bandishon mai qaid ni rakhna
aur apne kisi se tu bair ni rakhna
ik bari azmaya jo nikla galat dost
dost kya rakhega gair nahi rakhna
yahan sab munasib hai asihiqui mai
aur mai dushman bana betha khud ko
kardega hamla jo apna zameer
toh karne ni deta mai chizen kyun usko
[pre_hook]
kya hai bharosa
aur kya gham hai
kya hai sharam mere andar
kya se kya hua hua mai
ab bhardeta pura samandar

[hook]
kya ashiq mai hun
bulaane se ata nahi
jaan hazir rakhun
mai in sabko bhata nahi
qurbaan
jaan kardun jo
toh kehte kyu yeh pal haseen
sab aankhen mujhpe ghadi
kehte kuch tu karta nahi

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...