kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

umair – all we had كلمات اغاني

Loading...

[verse 1 : asim azhar]
kese mein kahoon?
milta nahi ab sukoon
aur dil ko kya kahoon?
tum bin kese jiyoon?
hai masla tou nahi
par thori aag hai
kiya tujhpe yaqeen
alag wo baat hai
tu saath hai
ya na

[pre chorus : asim azhar]
guzri nazar se
shaakh_o_shajar se
dil ke ek konay mein
thehra jo tera jazar hai
lamba safar hai
aur ek kashmakash hai
chahun mein ya chahun na

[chorus: asim azhar]
kehdoon ya kehdoon ya nahi
sehloon kia sab hi?
kuch baatein rehgaiyn
jo hotin na kabhi
na kabhi
[verse 2 : annural khalid]
waaday iraaday kitnay hain sachay ye jaanun na
mein jaanun
karun ya nahii?
mein tera yakeen
pal dou pal mein badlay ye mausam
humein kya pata
humein kya pata kya nahi
hai saath aarzi
hai masla tou nahin?
‘gar chahun yun tumhein
kyun rehne dun kami
na kho jaon tumhein

[pre chorus : asim azhar]
guzri nazar se
shaakh_o_shajar se
dil ke ek konay mein
thehra jo tera jazar hai
lamba safar hai
aur ek kashmakash hai
chahun mein ya chahun na

[chorus: asim azhar]
kehdoon ya kehdoon ya nahi
sehloon kia sab hi?
kuch baatein rehgaiyn
jo hotin na kabhi
na kabhi
kehdoon ya nahi
sehloon kia sab hi?
kuch baatein rehgaiyn
jo hotin na kabhi
na kabhi
[outro]
you know i don’t play right
i’ll put up a good fight
just give me the world, aight?
uh_huh, uh_huh
you know i don’t play right
you know i don’t play right
just give me the world, aight?
i gonna get back when i feel like
uh_huh

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...