kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

udbhav – kehna كلمات اغاني

Loading...

kuch kuch keh bhi paata hoon
aisa mujhko lagta hai
dil ke andar atka kabze mein ye mujhko rakhta hai
bheetar mere duniya poori bin sahayta chalti hai
bahar aata hoon jaise hi baatein ja bikharti hain
shor ya sannaata, meri saansein mujhse milti hain
baarish ho ya dhoop, meri aankhein phir se khilti hain
srishti ki iss rachna mein hi abse mujhko rehna hai
bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai
bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai
bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai

kehna hai, kehna hai

kehte kehte ruk jaata hoon
aajoo baajoo mudd jaata hoon
sundar ho tum itni, choone se main ghabrata hoon
jaane kyu main chintit hoon, kyu tumse sharmaata hoon
kaafi selfish hoon main, shayad thoda chatka sa hoon
teri awaaz reh jaati hai dimaag mein
jaati na wahan se
teri baatein
teri baatein

shor ya sannaata, meri saansein mujhse milti hain
baarish ho ya dhoop, meri aankhein phir se khilti hain
srishti ki iss rachna mein hi abse mujhko rehna hai
bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai
bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai
bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai

kehna hai, kehna hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...