tulsi kumar, arijit singh & amaal mallik – soch na sake (from “airlift”) كلمات اغاني
tenu itna main pyaar karaan
ek pal vich sau baar karaan
tu jaave je mainu chhad ke
maut da intezaar karaan
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake kuch bhi nahi hai ye jahaan
tu hai toh hai isme zindagi
kuch bhi nahi hai ye jahaan
tu hai toh hai isme zindagi
ab mujhko jaana hai kahaan
ke tu hi safar hai aakhiri
ke tere bina jeena mumkin nahin
na dena kabhi mujhko tu faasley
main tujhko kitna chahti hoon
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
aankhon ki hai yeh khwahishein
ki chehre se teri na hatein
neendon mein meri bas tere
khwabon ne li hai karwatein
ki teri ore mujhko leke chalein
ye duniya bhar ke sab raaste
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
كلمات أغنية عشوائية
- travelling wilburys › travelling wilburys – congratulations كلمات اغاني
- travelling wilburys › travelling wilburys – 7 deadly sins كلمات اغاني
- joe jackson › joe jackson – (it’s a) big world كلمات اغاني
- gary valenciano › gary valenciano – love in any language كلمات اغاني
- blood for blood › blood for blood – wasted youth crew كلمات اغاني
- dalida › dalida – parle plus bas (theme du film ‘le parrain’) كلمات اغاني
- grupo magno › grupo magno – ya es muy tarde كلمات اغاني
- dalida › dalida – paroles كلمات اغاني
- dalida › dalida – rio do brasil كلمات اغاني
- dalida › dalida – salma ya salama (oriental dream mix 97) كلمات اغاني