kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

taabiir – bayaan كلمات اغاني

Loading...

lafzon mein bayaan karne
ki koshish karta
raaton raaton jaagte

badqismati mein marta

asmaanon ki neeche
dikhta aik taara
nazron kay saamne
tu hai hamara

kardoon mein bayaan
khud ka pyaar
le jaon tujhe hawa
mein urte sawaar

yaadon ki dhun mein
ghumte hain hum
sawaalon ki aas mein
chalte hain hum

asmaanon ki neeche
dikhta aik taara
nazron kay saamne
tu hai hamara

kardoon mein bayaan
khud ka pyaar
le jaon tujhe hawa
mein urte sawaar

kardoon mein bayaan
khud ka pyaar
le jaon tujhe hawa
mein urte sawaar

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...