kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

syedfardeen – ab tu maan ja (sad rap song) syed fardeen كلمات اغاني

Loading...

sacchi sacchi baatein tere liye hi krta hun

tere chode nakhre mein bhi pyaar main karta hun

toot g_ya hai dil mera

kisko bataun main

kaise kaise hua ye abb kisko sunaun main

sari sacchi ghatna na kahani banaun main

ye aasu tere naam ka hai abb kisko dikhaun main

pahli bar dekha toh tu gadi chala rahi thi

mujhe dekh pagli tu kyu muskura rahi thi?

dekh dekh mujhe goosebumps dila di thi

dm kiya jab tab tu kyu nahi pehchan thi

gadi ka h_rn tu acche se janti thi

meri hai ye harkat ye acche se janti thi
jaan se zyada tu mujhko haa manti thi

karna chaha pyaar jab toh kyu nahi haa mani thi

haa

abb bahut tujhse dur hun main haa

thoda sa majbur hun main haa

khush to bahut hogi ?

kyu main sochta hu aaj bhi teri meri baat hogi

tere chode nakhre mein bhi pyar main karta hu

tu hi hai mera pyar mere liye sab bekaar

bhul nahi paa raha tujhko main kyu?

dimag se tu g_yi par dil mein ho kyu ?

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...