kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

swaggie music – gaatha كلمات اغاني

Loading...

{intro}
okay okay
i felt this
munn ko koun rokega bro
sh_t that’s okay bro

{hook}
listen, matlabi ye daur, matlabi zemana
ye dil mange more par na life ka thikana
jab saath tera choddein tu tab samjh jana
dena sab piche chodd tujhe koi samjha na
jivan bas ek doud hai hum dhundte bahana
jitna kiya bohot hai ab ek aansu baha na
akela yahan aya yahan se akela hai jana
tera koi apna nahi banke ghum tu begana

{verse 1}
dhundhla sa chaya mujhe kuch bhi dikha na
girke uthte jo log mujhe unhone pehchana
har se sikhte jo roz mein bas unke liye gaata
sunke ye gaana ab tu dhun meri jaana
meine jo bhi hai thanna, meine jo kuch hai panna
izzat ka hai khana, izzat hai kamani meri jang abhi jari
baari aaegi meri bhi ki hai puri taiyari (you know it)

{chorus}
bura bol nahi pata toh sunta kyu jaata (sunta kyun jaata)
bura dekhna nahi chahta toh dekhta kyu jaata (dekhta kyun jaata)
bura sunna hai chahta toh sunn mein jo gaata (sunn mein jo gaata)
jo tera naik hai irrada toh sunn meri gaatha (sunn meri gaatha)
{verse 2}
baatein jaan apne baare mein na kar tu abhiman
anjane mein insaan se haiwan
khudme jhaank ke dekh baat meri maan
subah sham pareshan baithe rehne se na chale tera kaam
ye, tamaam logon ke mathe chadi taan ye zuban chire kaan
toh dikhe kamiyan khudhi mein
malun kaliya hurry mein hardin kahani nayi mein
sahi mein, esse kate mere din baan
kai baar bejaan bana soya bhuka pett gud gud kare mera
garam aansuon mein dukh bahe mera mujhe kuch samjhe na
dikhe bas andhera 23 varshon main jo bhi hai dekha
meine jo kuch hai jh_lla, maine kheldala khela
maine khel esa khela mera khel albela
mujhe sunle toh sunn sar tera
mein hun kitno se ghira phir bhi kitna akela

{chorus}
bura bol nahi pata toh sunta kyu jaata (sunta kyun jaata)
bura dekhna nahi chahta toh dekhta kyu jaata (dekhta kyun jaata)
bura sunna hai chahta toh sunn mein jo gaata (sunn mein jo gaata)
jo tera naik hai irrada toh sunn meri gaatha (sunn meri gaatha)

{hook}
matlabi ye daur, matlabi zemana
ye dil mange more par na life ka thikana
jab saath tera choddein tu tab samjh jana
dena sab piche chodd tujhe koi samjha na
jivan bas ek doud hai hum dhundte bahana
jitna kiya bohot hai ab ek aansu baha na
akela yahan aya yahan se akela hai jana
tera koi apna nahi banke ghum tu begana (that’s right)
{outro}
ain’t n0body f_king, n0body is your’s
tu khudko apna dost maan our chalte ja, hmm
and i’m tired of doing this bullsh_t all day long
but anyway’s fam i love you

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...