kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

swagbazz – nashe mein dhundh كلمات اغاني

Loading...

(hook)
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke mahnat ke nashe mein dhund
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke kaam ke nashe me dhund

dhund main nashe mein dhund
mahnat ke mahnat ke nashe mein dhund
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke kaam ke nashe me dhund

dhund main nashe mein dhund
mahnat ke mahnat ke nashe mein dhund
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke kaam ke nashe me dhund

(vers 1)
haan, main mehnat ke nashe mein choor
tujhse door khudpе guroor
lafzon ka khel ye chada surur
kiska kusur teri batе fizul
hustle ke kaam karte ham rozana
mehnat ya zahmat kiski ye kon jana
dikhawa karta ye jali zamana
par maksad to mazlum ko dard pahochana
kyu hain fasana ?
kyu hai darana ?
sidhi bato ko bewajah ghumana!
kyu hai badhana?
kyu hain batana?
trap ye ganda jisse tu anjana
nasha main karta maal ka (naa)
nasha main karta sharab ka (naa)
nasha na karta shabab ka (haan)
nasha hain mehnat ki pyas ka, aye
(hook)
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke mahnat ke nashe mein dhund
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke kaam ke nashe me dhund

dhund main nashe mein dhund
mahnat ke mahnat ke nashe mein dhund
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke kaam ke nashe me dhund

dhund main nashe mein dhund
mahnat ke mahnat ke nashe mein dhund
dhund main nashe mein dhund
mahnat ke kaam ke nashe me dhund

(vers 2)
kali hain raat lafz betab
kali sihai se bhari kitab
jali rubab jali khitab
kamiyabi ki chinta satari hain aaj
duniya khilaf bas khudka hi sath
karmo pe dhyan du karta na paap
astin ke saap kardeta maaf
sikhaya tha ammi ne dill rakhna saaf
to jo bhi ho anban main kardeta khatam
lafda na kisse main apne me magan
rap hain manzil tabhi lachar tha bachpan
khudse main kehta tha darpuk tu mat ban
ye sab jan jo jalte teri puja karenge
jo andekha karta wo pucha karenge
jo chod g_y sath tera aahe bharenge
dhokebaz dhoke denese darenge
change the flow

junoon savar maksad so far kartab kamal
tere sar ke par ye bars har bar
teri kalam bekar tu hain gawar
parwar digar har pal har bar karta hain pyaar
main uska wafadaar
baki baton ko wata dal khata kya chana dal
muft me gyan bangya kya salahgar
jalna zile ka ghatak kalakaar
milte hain agle episode me
tabtak ke liye namashkar

(outro)
khuda hafiz
peace

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...