kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

srijjan – khud se hi كلمات اغاني

Loading...

hmm….
hui raat nibhane haan saath mujhko
tere binn raat nahin
yaad haan baatein saari yaad mujhko
tere sang saari baat meri
yaad teri aai hai yaad
kaise baarishon mein kahin
yaad haan aai hai yaad teri
hmmm…

kai raatein aai kai raatein g_yi
jo waade the paas wo saath nahin
yaadein teri wo mere saath ho
hmmmm….
sitaaron sa ek khaab dena
bas darr hai ye ki tujhe kho na dun
rahega tu haan
paas mera haan dil sambhaal ke haathon mein
hmmm…

ye kaisi khamoshiyan hai ?
tu saath na hai saath na ye jahan hai
haan kho diya hai tujhko..
chodd hi diya hai koshish karna
pata hai kya hoga ab aage
pehle se hi kaafi faasla

na the saath tum
na the pehle na ho abhi
kya hoga aage hai mujhko pata nahin…

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...