kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

smoketharapper – banne aaya king – smoke كلمات اغاني

Loading...

hook

haatho mai ni mere blings
21, karta nahi drink
rapper nahi hu main typical
inse alag karu think
devil se zada hai sins
rahu proud uthi rehti chin
gin apne bache ve din
yaha main banne aaya king

verse

rukta nahi hai ye pen
khatam nahi hota stamina
isse acha karta apna kaam
mujhse jalke tujhe kya mila
in parindo k tod diye ghosle
muh band unke jo the zada bolte
jo samjhe ki vo mujhse behtar hai
aake mil lena mujhe spit dope pe

jitne chamakate the unki battiyan gul
main uppar jaata ye niche kare pull
sabko kehte kutta ye khudko sher
par circus me nachta nhi hai wolf

main hi pura game hu, triple h
ye royal rumble kar eliminate
akela khada hounga aakhir mai
punchline king hai mera middle name
is saal kharidunga timberland
new york vala mera hustle hai
abhi tak to i was simple man
par is saal jaunga badal main
main jee raha life with heavy odds
bana magikarp se main gyarados
galiyon main hum rehte jo hai ni posh
par gaane aese jo udade hosh

thodi si kami reh jaati gaano me main maanta hu
level up karu har gaane mai ye bhi jaanta hu
ab main na aam sa hu, alag sab kargya
atheist par beats ka karu raam naam satya
jaise dhoni shot maare maine aage badhkar
mujhme x factor hai powerpuff girls
underground se nikla main hu ninja turtle
tu haarega hamesha beti fir mat lad

pura sheher piche jaise rocky
main stage ko karta rock hi
main legendary jaise brolly
kamra band karke karu kaam, bobby

main kabhi bhi padta weak na
kyoki mujhe sikhana aur seekhna
tum overrated like khaana kareem ka
baatien lage kadwi patta ye neem ka

hook

haatho mai ni mere blings
21, karta nahi drink
rapper nahi hu main typical
inse alag karu think
devil se zada hai sins
rahu proud uthi rehti chin
gin apne bache ve din
yaha main banne aaya king

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...