kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sikandar ka mandar – tu fikr na kar كلمات اغاني

Loading...

tu ek pahaar pe khara
mujhe anay se tu rok raha hai
teri ruh main hai chhupa
jo maine anay wala kal main dekha

yaar oh meray yaar
mera pyaar
tu fikr na kar
rehta hai tu mere andar
hum donon hain mast qalandar
thanda karlo apna ghussa
mujh par kar thora bharosa
rehta hai tu mere andar
hum donon hain mast qalandar

jab tu mujh ko dikhta hai
mujhe wohi baat yaad ayi
meray hathon main jo hai
inn saaron lo nazar na aye

yaar oh meray yaar
mera pyaar
tu fiqr na kar
rehta hai tu mere andar
hum donon hain mast qalandar
mera waqt ajayega
tu bhi dekhta reh jayega
rehta hai tu mere andar
hum donon hain mast qalandar

yaar oh meray yaar
mera pyaar
tu fikr na kar
rehta hai tu mere andar
hum donon hain mast qalandar
thanda karlo apna ghussa
mujh par kar thora bharosa
rehta hai tu mere andar
hum donon hain mast qalandar

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...