kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sikandar ka mandar – 36 كلمات اغاني

Loading...

ustad sh-gird ban jaye
aur zindagi kay raz hain
mitti kay putlay toray
phir say naye ban jaye g-y
hum kahan ja rahay hain
hum say kainat poochhay gi
jab say hum hain hamari ghultiyan humay na chhorain gi

hum nay sitaray mar diyay

un 36 ko dhoondho jin say duniya qaim hai
un sab say poochho kay hummay kya khami hai
ajood majood ki tarha unko chhupaya hai
par apnay aap ko kabhi na poocha ke ‘mein kaun?’

shayad gawa ban jaye aur woh hum say hi poochain g-y
kitnay arsay say gin rahay hain par tasali na milli
kitnay kama rahay ho? kya duniya tum say khush howee?
pyaar mohabbat say hi yeh duniya badlay gi

un 36 ko dhoondho jin say duniya qaim hai
un sab say poochho kay hummay kya khami hai
ajood majood ki tarha unko chhupaya hai
par apnay aap ko kabhi na poocha ke ‘mein kaun?’

soch teri soch kisi aur kay khwab mein ho
soch un kay khwab kisi aur kay haath mein ho
soch unkay haath kisi aur kay haath mein ho
teri ruh tera peechha na chhoray gi

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...