kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

siddharth slathia – dilko tumse pyar hua كلمات اغاني

Loading...

dil ko tumse pyar hua
pehli baar hua
tumse pyar hua
main bhi aashiq yaar hua
pehli baar hua
tumse pyar hua
chaayi hai betaabi
meri jaan kaho main kya karun
chaayi hai betaabi
meri jaan kaho main kya karun

dil ko tumse pyar hua
pehli baar hua
tumse pyar hua
main bhi aashiq yaar hua
pehli baar hua
tumse pyaar hua

kho g-ya main khayalon mein
ab neend bhi nahi aankhon mein
karwatein bas badalta hoon
ab jaagta hoon main raaton mein
tu kehde haske toh
tod doon main rasmo ko
marke bhi naa todun
main teri qasmon ko
main toh aaya hoon yahan pe bas tere liye
tera tann mann bas hai mere liye
haseena gori gori
churaye chori chori
churaye dil chori chori chori chori chori

dil ko tumse pyar hua
pehli baar hua
tumse pyar hua
main bhi aashiq yaar hua
pehli baar hua
tumse pyar hua

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...