kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shy wry – pyar to hai كلمات اغاني

Loading...

mai zara sehem g_ya tha
jab tune kahaa tha
mera koi aur

intezaar kiya, apni baari ka
tab tera dil
nahi tha

bhale main ab dikhata nahi
par pyaar kabhi khatma hua he nahi
tu nahi to kya
teri yaadein to hain
tera to zindagi
bhar ka saath hai

ik tarfa he magar
pyaar to hai
ik tarfa he magar
pyaar to hai

mera gala bhar aata hai
jab tera zikra hota

tu kisi aur ki
baahon me, aur yahan main
akela
bhale main ab dikhata nahi
par pyaar kabhi khatma hua he nahi
tu nahi to kya
teri yaadein to hain
tera to zindagi
bhar ka saath hai

ik tarfa he magar
pyaar to hai
ik tarfa he magar
pyaar to hai

(aahh, kyu main? akela)

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...