kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shubham kabra – bachpan كلمات اغاني

Loading...

karvatein sunati yeh daastan ajeeb
bachpan mein jo lagti neend woh nahi
aasmaani rangon si thi yeh subah
dekhte hi dekhte na jaane kya hua

yeh jo ehsaas tha
naadaaniyan kahaan
raaste guzarte
yeh kya ho g_ya
befikar yeh jahaan
befikar aasmaan
na pucha kisi ne yeh kya ho g_ya

haste haste girna seekha
dil jo yeh roya samjha na tha
pehlu mein chupta
dil yeh awaara manmarziyan thi
khwaahish bhara

ude the khwaab aise
kaat’te andhere jaise
school ke woh raaste
doston ke paas they

yaadon ki titliyaan yeh udti phirti girti gaati
kisse aur kahaaniyan humko ab kahaan sunaati
kyun woh bachpan chala
kisse kahaan hum tum jo thehre
yeh kya ho g_ya bеfikar yeh jahaan
befikar aasmaan
na pucha kisi ne yеh kya ho g_ya

yeh jo ehsaas tha
naadaaniyan kahaan
raaste guzarte
yeh kya ho g_ya
befikar yeh jahaan
befikar aasmaan
na pucha kisi ne
bachpan kho g_ya

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...