kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shreya ghoshal – abhi abhi كلمات اغاني

Loading...

[verse 1: kk]
abhi_abhi toh mile ho
abhi naa karo chhootne ki baat
abhi_abhi toh pasand aaye ho
abhi_abhi roothne ki baat

abhi_abhi to roshni aayi
abhi naa karo muh chhupane ki baat
abhi_abhi zindagi shuru hai
abhi_abhi tham jane ki baat

[chorus: shreya ghoshal & kk]
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare

[instrumental_break]

[bridge: shreya ghosall]
teri baazuon mein meri chahatein samaaye
teri dhadkano ko meri fhadkanein sunaaye
teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
kya sukoon, kya junoon, humnawa
[verse: 2: kk, shreya ghoshal & kk]
abhi_abhi dil ki suni hai
abhi na karo zamaane ki baat
abhi_abhi baatein ruki hain
abhi_abhi dohraane ki baat

abhi_abhi aawaaragi aayi
abhi na karo sambhalne ki baat
abhi_abhi zindagi shuru hai
abhi_abhi tham jane ki baat

wo subah to bewajah ho
ke guzre bin tumhare jiski raat
wo subah to bewajah ho
ke guzre bin tumhare jiski raat

[bridge: shreya ghosall]
teri baazuon mein meri chahatein samaaye
teri dhadkano ko meri fhadkanein sunaaye
teri khwahisho se meri khwahishein riha hain
teri karwaton se meri dastaan bayaan hai
kya sukoon, kya junoon, humnawa

[chorus: shreya ghoshal & kk]
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare
hum to haare mahiya re
moondein naina neend tihaare
[outro: shreya ghoshal]
neend tihaare
maahiya re

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...