kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shivam sonni – reath كلمات اغاني

Loading...

[verse 1]
tum ko laga tha mai mar chuka hun
mari khud ki ruh mai jag chuka hun
din raat hain ujale
maine karj hai chukane
apni maa ke suhane pal khud ko sunake
manzil maut pe lautake
apne dam pe uthali maine khud ki rooh
paas dost the mere par zakhmi kyun
nayedeesh bhi hun
par dosh tera pura apne sar pe lu
chala khud ko lautake
hasa sabne rulake
khuda bola paas
bhula khud he bhulake
apne paas me sulake
par door khada sonni
apni aas ko jaga ke
khud ko paas me bulake
apne aap se mila ke
bhula pichla at__t
sabko maafi hai dua mai
sabko maafi hai dua mai

[bridge]
aya hun mai wapis
jaha koyi nahi tha
maini khud se khud ko cheena hai
bachaya hai
darta tha mai khud se
sach mai
waha aur koi nahi tha
[verse 2]
ab naya pal ek mera aya hai
tu darta hai, jese mera saya hai
chalo saath mai tum ayo
chalo saath mai hojayo
mene akelе he khud ko sikhaya hai
maine boht bada yodha haraya hai
jesе tum ne bbhi khoob ghumaya hai
yaad aya hai lagta tum ko sab
tabhi dar ke khuda yaad aya hai
karli baate bhi khud se par hal tha nahi
kaya krna hai kal ko jab kal tha nahi
haerani mai jee rahi the meri yeh rooh
ye thalta hai sara par marta nahi
kyun dikhta nahi bikta hai sabka emaan
karne ko vaar sare dete hai saath
yaha bikti hai yaari ab paiso ke daam
yaha samay_samay me badalte mizaaj

[bridge]
maine badla hai khudko aur
maine karli hoshna
main raja tamas ka
maine krdi ghoshna
main hun tere he andar
band karde khozna
ab mai tere he andar
band karde khozna

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...