kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shaheer sheikhn – o dilbar yaara كلمات اغاني

Loading...

kitne waade karte the tum
sochun to dil bhar jaye
aakhein fir nam ho jati hai
yaar teri jab jab aaye

naadan tha jo baaton mein teri
aake dil ko haar diya
jis dil ne chaha tha tujhko
us dil pe kyun waar kiya

o dilbar yara o yara
na milna dobara, dobara
o dilbar yara o yara
na milna dobara, dobara

apni besharmi pe tujhko
aati hai kya sharam kabhi
bichadne wale mujhko bata tu
sach mein bichad kyun jata nahi

apni besharmi pe tujhko
aati hai kya sharam kabhi
bichadne wale mujhko bata tu
sach mein bichad kyun jata nahi

naam_e_wafa pe tune yaara
dhool hai jhoka aankhon mein
seenche the jinmein pyaar ke paudhe
aag laga di baagon mein
meer tadapta reh g_ya tere
pairon pe tu palta nahi
jitna acha tu banta hai
utna bhi tu acha nahi

o dilbar yara o yara
na milna dobara, dobara
o dilbar yara o yara
na milna dobara, dobara

taaro bhari raato mein hum jo
saath tere rehte the kabhi
janе ke bhi baad kyon tere
raat wo ab tak guzri nahi

taaro bhari raato mеin hum jo
saath tere rehte the kabhi
jane ke bhi baad kyon tere
raat wo ab tak guzri nahi

tasveerein bhi teri saari
maine jala to daali hai
kaise karun main ishq ye fir se
dil mein jagah na khaali hai

ya to aake maar de mujhko
ya yaadon se ho rukhsat
hone lagi hai dil ko mere
tere chehre se nafrat
o dilbar yaara o yaara
na milna dobara, dobara
o dilbar yaara o yaara
na milna dobara, dobara

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...