kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

shaashwat pande – aarzoo كلمات اغاني

Loading...

na mujhko hai aarzoo
kisi bhi paayedaan ki

baadal hoon mai
hai rehaish meri aasmaan ki

na mujko hai aarzoo
kisi bhi paayedaan ki

baadal hoon mai
hai rehaish meri aasmaan ki

kyun duniya ke tareeqon pe
mai jeeta rahun yahaan

na girne ki daastaan hai ye
meri udaan ki

ho sake to tum bhi aao
aake dekho ek dafa

ye jo saare hain sitaare
kehte hain sadaaein kya

ooo

ooo

manzil ki parvaah na hai
aur na kabhi bhi thi

maanga na rab se kuch
guzaarish bas ye ki

manzil ki parvaah na hai
aur na kabhi bhi thi

maanga na rab se kuch
guzaarish bas ye ki

iss safar mein humsafar ho itne ki
kaarvaan bane

warna, mujhko shiqaayatein
nahi hain khud se bhi

chalta hi chalta g_ya
leke g_ya jahaan dil mera

baadalon pe hoke savaar
udta g_ya ye dil mera

har lamhe ko jeb mein
mai bharta chala g_ya

jeene ki sab khwahishen poori
karta chala g_ya

udte rehne ka hausla maine
choda kabhi nahi

bas yoon hi in lafzon ko hi mai
padhta chala g_ya

ho sake to tum bhi aao
aake dekho ek dafa

ye jo saare hain sitaare
kehte hain sadaaein kya

ooo

ooo

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...