kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

semwal – afsana كلمات اغاني

Loading...

[verse]
kehte hai log
pyaar gunaah hai
sazaa hai ye
ye hi dua hai
khayalo se
zameen pe aana
humare ishq ka
hai yeh afsana

[chorus]
tu…
baaton mein tu
tu…
raaton mein tu
tu…
haan tu
tu…
saason mein tu

[verse]
teri kami
thi mujhme kahin
ab aa g_yi tu
duniya mil g_yi
chal wahan chalein
na koi jahan mile
iss jahaan se pare
bas hum do rahein
[chorus]
tu…
baaton mein tu
tu…
raaton mein tu
tu…
haan tu…..
tu…
saason mein tu

[outro]
teri saason mein main
meri saason mein tu
teri saason mein main
meri saason mein tu
teri saason mein main
meri saason mein tu
tu…
saason mein tu

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...