kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

seedhe maut – pnp كلمات اغاني

Loading...

[verse 1]
(encore abj)

chalo ek kaam karo doob maro
kehete the mere liye jaan bhi dedoge
to ab doob maro, baap ne chaladi
meri baat kahi aur to ab jao jaake aur kahi kood maro
mujhe phone mat karna
hai mera mattha kharab
lekin aur nahi ladna
na tujhse na tere peeche aur kisi se
tu hui peeche kyuki aage mere aaya mera karma

(calm)
tu, tu, tu hai kon
saala kiski sunu me
gade murde ukhaade tabhi whiskey chunu me
aur hai kon kyu na tum doob maro
aaj hai kuch alag ek roop kal ho
poora ghar bole bole rehn de
firr dekhle dil bole sehm ke
band matt kar rehna tu vehm me
ye kidhar tha plan me
jaaye sab na bikhar hai fikkar ye zehn me

(encore)

teri meri mulakaat alag thi
vo pyaar tha fir ya talab thi
shaq aaj bhi hai lekin ek baat
hai ke tere bina rooh meri jaae kalap si
bole chaiye tujhe kya? (kuch nai!)
bole chaiye tujhe kya
(kuch nai, kuch nai!)
ye geet bana
kyuki tu hai sanng ni mere
ye mere liye koi sangeet nai

[hook]

jo bhi dekha maine
bola yaha ab
baatein kare sab
karne wale kaha hai?
fanne khan ye bane
jo bhi dekha maine
bola yaha ab
baatein kare sab
karne wale kaha hai?
fanne khan ye bane

leke dooba mujhe paisa nasha pyar
paisa nasha pyar, paisa nasha
paisa nasha pyar, paisa nasha

leke dooba mujhe paisa nasha pyar
paisa nasha pyar, paisa nasha
paisa nasha pyar, paisa nasha
leke dooba mujhe!

[verse 2]

(encore abj & calm)

ye asar hai sangati ka
ye asar hai mann gardi ka
ye dal dal hai kar masti ja
ye sangat hi jhanjhat hai ha

aankhein kholi maine winning
99 not out inning
paisa kabu kare aisale rakhi ringtone
dekha padhe jao padhe jao
dhatt thoda pare jao
jao aur jake hare lao
dekha nanhi jano ko kuchalte
bomb gire tv pe
hai bheja lekin nashe me hi dhut
hai dekha maine nanhi jaano ko machalte
aage sheeshe ke dikhawe ke
chalawe me hai kho vo rahi sukh
hai ye duniya kya cheez

nahi chutte naseeb
hum sukh se gareeb
khali dukh ke kareeb

hai ye duniya kya cheez?

karo mitti paleet
raho ziddi aur dheet
rahe jhuk ke na peeth
hai ajeeb ye

khaara paani khaara sauda scene
tha me 11 ka khilaauna tha zameer
mera chhaata kaha tha baarish thi jab
bheegne ki baari aayi yaari aayi kaam
abhi gaadi gear me nike paer me naam
tabhi jaane janta gaane daale jaan
teri rag me nas me me hu tu gulaam
bas maangu thoda dhyaan

[hook]

jo bhi dekha maine
bola yaha ab
baatein kare sab
karne wale kaha hai?
fanne khan ye bane
jo bhi dekha maine
bola yaha ab
baatein kare sab
karne wale kaha hai?
fanne khan ye bane

leke dooba mujhe paisa nasha pyar
paisa nasha pyar, paisa nasha
paisa nasha pyar, paisa nasha

leke dooba mujhe paisa nasha pyar
paisa nasha pyar, paisa nasha
paisa nasha pyar, paisa nasha
leke dooba mujhe!

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...