kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

screwangle – jaan lega tu كلمات اغاني

Loading...

screw…
sab sahi hai?
to fir aande…

rapper nahi rapping ka laga bahut bada shouk hai
aage badeneki shamat aur bahut jayda bhuk hai
nah hi kisika ya kisi label ka rok hai
mere sath meri fam or bahut saare log hai

jo bhi hu khudki mehnat se khada hu me, aaj
maa baap ka paisa nahi udana muje, laaj
ab yeh hai mera ilaka or mein chalaonga apna raaj
mein hu yahaka raja muje pehnao mera taaj

bina label ke gana gaana ek -ssa khel hai
mere gaano mein kuch wesa sa feel hai
pasand nahi hai mere gaane to tereko jail hai
agar tereko bhaar nikalna hai to tere liye bail hai

sab khel hai bhai, sab sab khel hai bhai
mere p-ss mein talent aur mein hu high
nahi chalega agar tu nahi bolega
bezatti karega akiri bari bolega

ab saari baate meri mann lega tu
ab mere bare mein khud jaan lega tu
ab saari baate meri mann lega tu
ab mere bare mein khud jaan lega tu

jaan lega tu, jo bhi hu sabse hatke hu
tere jaisa nahi bhai mein sabse alag hu
alag hu to chalega nakli nahi bana hai
jese hu wesi to dusro ko dikhana hai

bahut saare rappers ko mene bhi dekha hai
unne sirf gaadi aur daaru hi dikhana hai
jo sachai hai woh kisiko nahi bolna hai
sabko sirf yaha paisa kamana hai

karna hai, karna hai karke dikhana hai
batana hai logo ko, yeh bhi jatana hai
chote mere kadam, fir bhi aage badna hai
meri jeet ka khud hi kaaran bana hai

khoshish mein karega, to jeet mera hoga
khud fail hai aur gyaan tu mereko dega
nahi chalega, bhai nahi chalega
akal chalayega to fir aage badega

mere raste mein koi itna khaas bhi nahi
mere vaste koi awaaz bhi nahi
chupane ke liye mere p-ss koi raaz bhi nahi
mere flow ka tereko koi andaaz bhi nahi

hindustan mera desh hai, chalta hamara race hai
case hai, ab beta usko tu khud karle face hai

ab saari baate meri mann lega tu
ab mere bare mein khud jaan lega tu
ab saari baate meri mann lega tu
ab mere bare mein khud jaan lega tu

chalta hu, chalta hu chalta rahunga
kisike kahanepe mein nahi rukunga
yeh jindegi ek bari mili hai muje
kuch nah kuch mein karke hi yaha se jaonga

mereko kafi ek choti chingaari
laga du mein aag mein hu shikari
mera flow, mera kaam dono bahut bhari
baate sun beta ab tu hamari

ab saari baate meri mann lega tu
ab mere bare mein khud jaan lega tu
ab saari baate meri mann lega tu
ab mere bare mein khud jaan lega tu

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...