kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

samrat awasthi – intezaar كلمات اغاني

Loading...

neend mein khoyi
aankhein ye royi
krti tujhe ye yaad hai

aa jaa kahin se
nazrein ye meri
krti ye fariyad hai

shehron ki raahein
taaron ki baahein
krti mujhe ye badnam hai

chaha hai tujhko
ibadat hai meri
krta tera intezar hai

na chaha zara bhi
tune na mujhko
hota rha barbad main

kaha tha tujhse
chahunga tujhko
khudse bhi zyda

aaoge na tum
mana hai maine
krna na chahun intezar main
roka hai khud ko
hadd se bhi zyda
ab na krunga interzar main

baitha yahan pe
kab se na jaane
krta tera intezar hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...