kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rudraksh asv – panchi كلمات اغاني

Loading...

yeah yeah
uttha kalam leke , baato mein main dum leke
likhi hai dastaan , zamane ke gumm seh ke
kiya hai kaam apna , maine toh sitam seh ke
raatein bitai maine , khud se kasam leke
mujhe zaroorat achhe logo ki , saath mein jo
mujhe hai pyaar unn apno se , paas mein jo
leta hoon shauk bhi , wahi jo aukaat mein ho
leta na cheen ke , chahe sapne taak pe ho
mujhe hai khud pe naaz , rakhun main maan se moh
hota thoda jazbaati , par na karta main shor
usi ko khushi maanu , jo ki mere haath mein ho
usi ko sahi maanu , jo ki apne imaan mein ho
yehi toh dastaan , manzil ka raasta
uthake bojh bhi , insaan na haafta
laden wo khoob yun , khoobiyon se aam sa
manzil hai niyati , sakshiyat se raabta
paise na chaapta , na chaapta gumaan hai
dua mein saadgi , koyi na bakhaan hai
iraade nek hai , bada na makaan hai
aaadar ki sochta , zamane se anjaan hai
aisa wo panchi , pyaari usse udaan hai
aisa wo panchi , udega aasmaan mein
aisa wo panchi , rahega na wo aan mein
aisa wo panchi , azaadi ki zubaan hai
aisa wo panchi , pyaari usse udaan hai
aisa wo panchi , udega aasmaan mein
aisa wo panchi , rahega na wo aan mein
aisa wo panchi , azaadi ki zubaan hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...