kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

rochak kohli – yeh saari baat (romanized) كلمات اغاني

Loading...

[verse 1]
gun guni dhoop jaisi hain jo baatein teri
yaad aane lagi hain aate_jaate teri
tune khaabon se bhar di sooni raatein meri
tujhe pa ke jeene laga hoon main

[chorus]
ye saari baat tab tak hai, tumhaara saath jab tak hai
haseen ye raat tab tak hai, tumhaara saath jab tak hai

[verse 2]
ho, pata hai tumhein hi dil ki bariqi meri
hai tumhi se hi roshan saari taariki meri
mere toote makaan ki chatt pe ye aftaab tab tak hai
tumhaara ye saath jab tak hai

[chorus]
ye saari baat tab tak hai, tumhaara saath jab tak hai
haseen ye raat tab tak hai, tumhaara saath jab tak hai

[verse 3]
hote hain zameeno se yun to door aasmaan
dono ka magar dekho gehra hai vaasta
dhoonda hai chahe dil ne mushkil sa raasta
tujhe pa ke jeene laga hoon main, haan
[chorus]
ye saari baat tab tak hai, tumhaara saath jab tak hai
haseen ye raat tab tak hai, tumhaara saath jab tak…

[outro]
hai_hai_hai, hai_hai_hai, hai_hai_hai, hai_hai
hai_hai_hai, hai_hai_hai, hai_hai_hai, hai_hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...