risshy – mankind كلمات اغاني
baatein toh teri mujhe mani hai
baatein toh teri meri lajami hai
baatein rahasya ki samjh chuka
pruthvi ki manzar kharab si hai
baatein shuru karu mujhe samjh na aye
kaha se shuru sansar ki raye
nafrat jalan sab dhusmani
paise ke baal pe sab biki jaye
chere hazre maan chalkapat
dimaag kuch aur samne palat
zubaan pe kuch kehte kuch aur
sadko pe sote beghar log
bhook se marte hai kitne log
kitne anath hai kitne bache
kitne aapang hai kitne budhe
bekar ke dango main ladte log
bharmad hai khuda ka
insaniyat duniya ka
rachnakar sansar ka
rooh hai uss khuda ka
bharmad hai khuda ka
insaniyat duniya ka
rachnakar sansar ka
rooh hai uss khuda ka
behetar se behеtar hai batar se batar
kare kitna pruthvi ko batar
khandar hi kandar bana pruthvi
zameen pe zakhm asama ko batar
rеligion ke naam pe karte daange
daande inke politics hai gande
avval jeet ki sab race main
yudh kare desh hoti pruthvi kandar
har industries main hota dhoka scams
rape loot maar chalta casting couch
hollywood bollywood underworld sab
gangster baba hai milvati sab
global warming ho ya nuclear power
kab tak dikhega khuda ka power
insaan sab hai insaniyat ek
hum sabka hai wo malik ek
bharmad hai khuda ka
insaniyat duniya ka
rachnakar sansar ka
rooh hai uss khuda ka
bharmad hai khuda ka
insaniyat duniya ka
rachnakar sansar ka
rooh hai uss khuda ka
كلمات أغنية عشوائية
- randyb funk › randyb funk – juggernaut كلمات اغاني
- damien › damien – insecurities كلمات اغاني
- michi › michi – just because كلمات اغاني
- ballake sissoko › ballaké sissoko – un vêtement pour la lune كلمات اغاني
- ollie lewin › ollie lewin – mesh كلمات اغاني
- haze › haze – jetzt oder nie كلمات اغاني
- tuure kilpelainen ja kaihon karavaani › tuure kilpeläinen ja kaihon karavaani – lumous كلمات اغاني
- we are monroe › we are monroe – midnight cruiser كلمات اغاني
- erfan montazeri › erfan montazeri – picture frame كلمات اغاني
- wac toja › wac toja – baila كلمات اغاني