kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

risshy – ghar كلمات اغاني

Loading...

manzil musafir ke batke hue
mehfil ke sham bhi the batke hue
mile na ghar na ghar ke raaste
alam ye dariya ke batke hue

aati jati saanso ko roke kaise taur
khalipan bhi bhej na uska koi dor
milti farman toh hoti na tu bor
waqt bhi bulaye toh karti hai shor
lamba hai safar tabhi rehta hu main maun
haar nhi maani lagni abhi zor
kahaniyan suni nhi tune abhi tak ghor
likhte ghar ke raaste hai subah sham bhor
diya jale ya dil jale
ishq ki darmiyaan main kya jale
safar main gaaliyon main ahat mile
raaho main raahe rehguzar rahe
beetein lamhe na laute paye
sabko kush hum na rakh sake
zamana bhar ke ab bahut kuch kahe
hum khud ko aaina dikhate rahe
azan khuda ke farmate rеhte
ghar ke kushboo main laut aate
raatеin kati kisi mod pe
aahe bhar ke hum khudko dekhe
sikhayat bhi hum kudh se kare
jali hai duniya bas thokar mare
sifat safar main ab taane mare
lad ke khada ho toh bazzi mare
manzil musafir ke batke hue
mehfil ke sham bhi the batke hue
mile na ghar na ghar ke raaste
alam ye dariya ke batke hue

hawayein bhi chalti hai ghar ke raaste
afsanay likhi hai kayi mayne
rawaniyan leher ki ghar dikhlaaye
sawar hai kastiyon pe daye kabhi baye
alfaaz apne kimiti tabhi kam bole
sitam bhi hai jale seher main bhi rehke
kimat kya lagaoge aansuon ko pani kehke
itna thak chuka hu ki ghar bhi bulaye
kitne gaane kitne dard likhu
kitne likhke shayri dafanau
kitne gale mile taklif lage
kitne kalam se jhut kehlau
kitne usool ke darmiyaan dekhu
kitne siyahi barbaad karu
ya abaad rahu ya baad rahu
kya barbaad rahu bad rahu
tu ghar kare na tu ghar aye
ghar na pahuche batke ghar se
nikle ghar se arsa hua ghar se
ghar ke raaste bhikre zakhm
zakhm na mulakat ghar se
bojh leke choda jabse
taklif doonde hai ghar tabse
pata na puche ghar tabse

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...