rahat fateh ali khan – tu meri main tera كلمات اغاني
main yahaan, main wahaan
chaahe jaaun jahaan
poochhta hai yeh dil
tu kahaan, tu kahaan
main saara jag chhod ke
nikla hoon ek tere hi vaaste
dooriyan hain bichhin raaste raaste
kitni bhi doori ho
koi majboori ho
maine yeh thaana hai
tujhko hi paana hai
aa raha hoon main banke deewana
maan hi lega ek din zamaana
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
meri tanhaiyan kar rahi hai bayaan
unn dino ki haseen dastaan
jab ki hum saath thhe
haath mein haath thhe
lamha lamha haseen tha samaa
yaadein b-rs- na kyun
aankhein t-rs- na kyun
dhoondhti hai ye tera thikana
tu mile toh hai bas ye bataana
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
yeh safar hai kathin
mushqilein raat din
saaye ki tarah hai saath mere
paaon zakhmi sahi
dil ko hai zidd yahi
jaana hi hai isey paas tere
raah ka soonapan
aur tann ki thakan
kitne teeron ka main hoon nishana
phir bhi jaana toh maine yeh jaana
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
tu meri main tera…
كلمات أغنية عشوائية
- yawnny › yawnny – wallowing كلمات اغاني
- kenny bureaux x producer › kenny bureaux x @producer – psychic كلمات اغاني
- wojtek warzynski › wojtek warzyński – mydełka كلمات اغاني
- nachotheplug › nachotheplug – rainy jazz كلمات اغاني
- haftbefehl › haftbefehl – crackküche كلمات اغاني
- noel endzone › noel & endzone – aktien كلمات اغاني
- pete seeger › pete seeger – a little of this and that كلمات اغاني
- subhumans canada › subhumans (canada) – helicopter كلمات اغاني
- sliggity slime › sliggity slime – good friday كلمات اغاني
- trakma › trakma – bibina كلمات اغاني