kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

raghav – dastaan كلمات اغاني

Loading...

mujhe lagta tha mujhe sab pata hai yaar

magar mujhe toh kuchh bhi nhi pata

hum bass udd rhe hain

antariksh mein bandar mafik

meri dikkatein, majbooriyan, kahaniyan

kuchh bhi nhi hai
door se dekho toh

sab itna….sab itna ajeeb hai

mere dimaag mei kuchh tasveerein hai

aur voh meri zindagi hai

bas?

yehi hai?

ghadi ke kaantein

chalte jaate

jo hai banate

yeh din

yuhi yeh baatein

tum ho udate

aur hai nikalta samay
dilli ki raatein

tumhe jagadein

suno voh tumse keh rhi

agar tum chaaho

tumhe dikha dein

taur tareekein

humnasheen

likhi hui

yeh dastan hai

jawaani mein abhi toh waqt bacha hai

mujhe bhi do

yeh kya nasha hai

hawa mein hum
hawa mein tum

bas maza hai

tum dhundho usse

jo na kabhi mill saka

dekho kwaab voh

jo tumne na kabhi socha tha

mazil hai voh

jo deti tumko yеh safar

toh chuno dhyaan se

kahan pe pehn ni hai hathkadi tumhе

khona pada

khud ko paane ke liye

bada hona pada

fir oopar jaane ke liye

bita yeh saal

aur yeh toh kuchh bhi tha nhi

thoda chhota yeh

aur chhota hota jaayega abhi

lagta tumhe

jaise tum bhi ho amar

lekin ant hi toh deta zindagi ko yeh dagar

aankhein khuli

dekha jaa chuka samay

na voh aayega

pachhtake ab kya hoga yeh bata!

ghadi ke kaantein

chalte jaate

jo hai banate yeh din

yuhi yeh baatein

tum ho udate

aur hai nikalta samay

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...