kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

r-mridul – hum kalakaar hain كلمات اغاني

Loading...

_hook __

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

khuda ka aabhar hain ; kal ka aadhar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

kal ko akaar dein ; ya kala ka aakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

ab suno sare aakhir kon kalakaar hai !? _

ek kalakaar wo jo gaata hai sbse
,
ek kalakar wo naache sbse chhup k ;

ek kalakaar wo jo backbench pr gaane likkhe ;

ek kalakaar wo jo bheed me alg dikhe !
kalakaar wo jo drd likh deta tarano mein ;

kalakaar wo jo drd gaa deta hai gaano mein ;

kalakar wo jis ke kisse gunjte afsaano mein ;

kalakaar wo jo khushiyan ban ta insaano mein !!

ek kalakaar wo jagah bnata logo k dil me ;

ek kalaakar wo jo char chand lg_ye mehfil mein ;

ek kalakaar wo chlta apne ghumon ko sil k ;

ek kalakar wo jinke dhundhle raste manzil k ;

pr toot k chamkte jo hum wohi sitare hain ;

kbhi halaaton se ; kbhi khud se haarein hain

koi paiso k mare koi qismat ke maare hain ;

pr shoutout sbhi ko ummed ni hare hain

waise to sare kalakar ye duniya hi rangpatal hain ;
aadhe reh jate darshak jinki kushiyon ka katal hain ;

n jeewan hona saral hai pr hona safal hain ;

jo hauslo se n tode ummed wahi kalakaar atal hai !

_hook [2]__

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

saraswti ma ka avishkar hai ; kala ka purskar hai !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

soch leti aakaar hai ; spne krne sakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

_verse_2 __
milta unse pyaar jo aate kbhi asal me karib nhi ;

kala aur ghr ka sath sbko hota naseeb nhi ;

aur log bhi support krte sirf popularity dekh k ;

share krte sirf famous gane ye bat kya ajeeb nhi ?

garib nhi hota ye hote sare waqt ka bdlaav hai ;

pratibha ka dhani vyakti aqsr hota saumy swabhav hai ;

gumanm hain lakho aj jinhe kala se lagaav hai ;

kr ni paate kch kyuke sansaadhano ka abhaav hai ;

dabaav hai ghr ka ; aur sansein chle jaise daanv hain

haste hain mehfil mein jo unke dil me ghaav hai ;

pr rkho ummed zinda safalta ki akhiri sans tk ;

meetha fal mile der me ye to prakrti ka swabhaav hai !

kare ksaav qismat kbhi to kasav kro kamar pr ;

katal khushiyo ka to yakeen krishn k kahar pr ;

amar rhti kala sada ; to us shaksh ki kadar kr ;

farishtey khud jalate diye ;
ek kalakaar ki kabar pr !✨

_hook 3 __

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

ant me virkt sansar hai ; nishani apni mazar hai !!

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

saraswti ma ka avishkar hai ; kala ka purskar hai !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

kala ke zriye bayan kisse ; hum kathakaar hain

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

hum kalakaar hain ; hum kalaakaar hain !

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...