kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

pratyaksh bharadwaj – taamjhaam كلمات اغاني

Loading...

chorus:

bete poora kiya taamjhaam
kaam waam zyada kar na tu baat maan
sawdhaan rehna sooj jaate kaan waan
chaand paar ka safar hai yeah shaandaar
maan ae baat x2

maan_e_baat meri beta tabhi milta sukoon
awaaz rakhi neeche apni yeah hai dehradun
chhoori kaate mass paani jesa behta khoon
bars saare lethal rap game ka tycoon
yeah yeah
whatchu gon do?
kalyug waala slim shady bars ko na chhoo
bars waala punch teri aankh hui blue
jisko bolta tu sick woh main thookta hu thoo

jaani maani baatein bigaadhi jo maine khud se
hai naaz mujhe khud pe ki naata na hai tujhse
shabd ab dimaag mein mere bass khood te
main baatein karta khud se par haath chhoote tujhpe

kyu? jaanu na main yu par dhoond ta main hu
khoon karke yu main khoon se haath dholu
psychopath waale kaam mere hosh mein na hu
hosh mein rehke ukhaadha kya ab paap hi karlu

pre_chorus:

maine kya kiya hosh hai gawa diya
khoon se yeah lipte haath maine sab bhiga diya
gum mein sab milla diya jo jaanta na tha main kya
chehere chaahte mujhse kya main khudko ab latka du kya

chorus:

bete poora kiya taamjhaam
kaam waam zyada kar na tu baat maan
sawdhaan rehna sooj jaate kaan waan
chaand paar ka safar hai yeah shaandaar
maan ae baat x2
verse 2:

bete kaat main kaat main tujhe choori se kata du
pratyaksh bharadwaj naam ka saar bata du
ghaata hota saath raat mein aadha kara du
baat maan meri chotu baatein kal ki suna du

kaat ta main daant se par kenchi rakhi tayiyaar
pehela waar karta na par aakhri ka poora yaad
ghooma aaj poori duniya main karta raj
mera naam ka na muqaabla millega aaj

pre_chorus:

maine kya kiya hosh hai gawa diya
khoon se yeah lipte haath maine sab bhiga diya
gum mein sab milla diya jo jaanta na tha main kya
chehere chaahte mujhse kya main khudko ab latka du kya

chorus:

bete poora kiya taamjhaam
kaam waam zyada kar na tu baat maan
sawdhaan rehna sooj jaate kaan waan
chaand paar ka safar hai yeah shaandaar
maan ae baat x4

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...