kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

prab aulakh – baatein كلمات اغاني

Loading...

ayee haha
suni kya ?
ye baatein sari
i heard it man..

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
ye baatein sari, suni..

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
i heard it man..

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
i heard it man..

logo ko suna mainey batay kartay
ek dujay ko dekh dekh sartay
samne toh aisay vo krtay
jaisay tumpe he ho martay..

muh k toh achay pr dil k kalay
rab se bhi na darnay walay
fek nikalay
jitnay bhi salay
rehgy bs abb chanay walay..
do char yaar dost meray khas
kaiyo se na rakhi hai aas
nighaye meri future pe, pr
bate na bhulu ,i learned from my past

faltu ka na mai gyaan du
bs khud pe abb dhayan du
jo tu hai best toh mai tujhse better
ye baat meri abb maan tu

badal dali maine rekha haat ki
mehnat lagi puri din or raat ki
sukriya app sub ka krta
kadar ki jo meray jazbaat ki..

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
i heard it man..

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
i heard it man..

baat karu us baat ki baad me
baat karu haalat ki aaj me
sukriya un sub ka krta
khaday rahay jo meray saath me
aakhoon me aakhay daal k
le gy dil vo nikal k
mai khada raha
bagiyo me jaisay
pead khada bina daal k..

abb aate vo hr saal hai
or de jate kuch yaadeen
jinhe rakhu mai sambhal k
jaise dada saheb phalke

abb yaado me aate kuch saalo se
or de jate kai sawal se
jinhe rakhu mai sambhal k
jaise dada saheb phalke

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
i heard it man..

suni ye baatein sari
suni ye baatein sari
i heard it man..

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...