kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

parvaaz – ab ki yeh subah كلمات اغاني

Loading...

ab ki ye subah is qadar hui
shaam ki hamien kuch khabar nahi
shiekh ka bayaan is qadar haseen

ham ki zubaan be_asar hui

koi aisa jahaan, jahaan na raat ho
bin bole bayaan, bayaan voh baat ho
gar meri sunoh voh lajawab ho
merajo baqaa, jo mera khwaab ho

tab ki ye subah is qadar hui
roz ki hamien kuch fikar nahi
sheikh ka bayaan is qadar haseen
deedh ki zubaan ab asar hui

koi aisa jahaan, jahaan na raat ho
bin bole bayaan, bayaan voh baat ho
gar meri sunoh voh lajawab ho
merajo baqaa, voh mera khwaab ho

ho shadman har maqaam
shaheen rooh aur zubaan
ho kaargar aur wasii
shokh_e_baran mast_e_baran

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...