kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

palak muchhal – tu aata hai seene mein كلمات اغاني

Loading...

tu aata hai seene mein
jab jab saansein bharti hoon
tere dil ki galiyon se
main har roz guzarti hoon

hawa ke jaise chalta hai tu
main reth jaisi udti hoon
kaun tujhe yoon pyaar karega
jaise main karti hoon

haan.. haan..
haan…haan!
haan.haan..
haan…haan!!

meri nazar ka safar
tujhpe hi aaker ruke
kehne ko baaki hai kya?
kehna tha jo keh chuke

meri nigahein hain teri nigahon ki
tujhe khabar kya bekhabar?

main tujhse hi chup chup kar
teri aankhein padhti hoon
kaun tujhe yun pyaar karega
jaise main karti hoon
haan.. haan..
haan…haan!
haan.haan..
haan…haan!!

tu jo mujhe aa mila
sapne hue sarphire
haathon mein aate nehi
udte hain lamhein meri

meri hasi tujhse
meri khushi tujhse
tujhe khabar kya beqadar

jis din tujhko na dekhun
pagal pagal phirti hoon
kaun tujhe yoon pyaar karega
jaise me karti hoon

haan.. haan..
haan…haan!
haan.haan..
haan…haan!!

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...