kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

ostan stars – 1.bharose – reenukumar كلمات اغاني

Loading...

chahe zameen tootkar choor ho tab bhi mein
vishwas ki har neev dacmag_ye tab bhi mein

chahe zameen tootkar choor ho tab bhi mein
vishwas ki har neev dacmag_ye tab bhi mein

bharose ke layak jab kich na rahe
gaun phib bhi tujhpar bharosa hai

bharose ke layak jab kich na rahe
gaun phib bhi tujhpar bharosa hai

tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai
tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai

1.andheera meri raah par cha bhi jave toh
mere bhavishaya ki aashayein bhi toot jaye toh

andheera meri raah par cha bhi jave toh
mere bhavishaya ki aashayein bhi toot jaye toh

shara mera iss jahaan mein koi na ho
phir bhi tujhpar bharosa hai
shara mera iss jahaan mein koi na ho
phir bhi tujhpar bharosa hai

tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai
tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai

lеheraunga mai janda teraa
swagat mein tеre yeshu masih
dekhunga tujhko in aankhon se mai
vishwas mera vyarth na hoga

mera man shareer aur aatma
tujhe arpan karun
kyonki tujhpar hi mera bharosa hai
mera man shareer aur aatma
tujhe arpan karun kyonki
tujhpar hi mera bharosa hai

tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai
tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai

tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai
tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai
tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai
tujhpar hi mera bharosa hai
yeshu tujhpar hi mera bharosa hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...