kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

nusrat fateh ali khan – kali kali zulfon ke phande na dalo كلمات اغاني

Loading...

vocables

husn wale wafa nahi karte
(husn wale wafa nahi karte)
ishq wale daga nahi karte
zulm karna to inki aadat hai
yeh kisi ka bhala nahi karte
(zulm karna to inki aadat hai)
(yeh kisi ka bhala nahi karte)
jo nazar aar paar ho jaye
wohi dil ka qaraar ho jaye
(jo nazar aar paar ho jaye)
(wohi dil ka qaraar ho jaye)
apni zulfon ka daal do saya
teergi khushgawar ho jaye
(apni zulfon ka daal do saya)
(teergi khushgawar ho jaye)
(apni zulfon ka daal do saya)
(teergi khushgawar ho jaye)
teri nazron ko dekh paye agar
shaikh bhi mai’gusaar ho jaye
(teri nazron ko dekh paye agar)
(shaikh bhi mai’gusaar ho jaye)
tujh ko daikhe jo ik nazar wo run
chand bhi sharam saar ho jaye
(vocables)
(chand bhi sharam saar ho jaye)
aaina apne samnay se hata
yeh na ho khud se pyar ho jaye
(yeh na ho khud se pyar ho jaye)
(aaina apne samnay se hata)
(yeh na ho khud ko pyar ho jaye)
bhol ho jati hai yoon taish mei aaya na karo
faasle khatam karo baat barhaya na karo

yeh nigahein
yeh ishare
yeh adaein tauba
in sharaboon ko sir_e_aam lutaya na karo

shaam gehri ho to kuch aur haseen hoti hai
saya_e_zulf ko chehre se hataya na karo

kali kali zulfoon
kali kali zulfoon ke phanday na dalo
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
hamein zinda rehnay do, ay husn walo
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
na chay’ro hamein, hum sata’ay hoa’ay hein
(na chay’ro hamein, hum sata’ay hoa’ay hein)
bohot zakhm seenay pay kha’ay hoa’ay hein
(bohot zakhm seenay pay kha’ay hoa’ay hein)
sitam gar ho tum, khoob pehchantay hein
(sitam gar ho tum, khoob pehchantay hein)
tumhari adaoon ko hum jantay hein
(tumhari adaoon ko hum jantay hein)
daga baaz ho tum sitam dhanay walay
(daga baaz ho tum sitam dhanay walay)
faray’bay mohabat mein uljhanay walay
(faray’bay mohabat mein uljhanay walay)
yeah rangeen kahani tumhe ko mubarak
(yeah rangeen kahani tumhe ko mubarak)
tumhari jawani tumhe ko mubarak
(tumhari jawani tumhe ko mubarak)
hamari taraf say nigahein hata lo
hamein zinda rehnay do ay husn walo

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
zangeer mein zulfoon ki phans janay ko kia kahiyeh
zangeer mein zulfoon ki phans janay ko kia kahiyeh
deewana mera dil hai, deewanay ko kia kahiyeh

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)

vocables

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
kali kali zulfoon ke phanday na dalo
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
sambhalo zara apna aanchal gulabi
(sambhalo zara apna aanchal gulabi)
dikhao na hans hans ke aankhein sharabi
(dikhao na hans hans ke aankhein sharabi)
sulook inka dunya mei acha nahi hai
(sulook inka dunya mei acha nahi hai)
haseeno pe hum ko bharosa nahi hai
(haseeno pe hum ko bharosa nahi hai)
utha’tay hein nazrein to girti hai bijli
(utha’tay hein nazrein to girti hai bijli)
adaa jo bhi nikli, qayamat he nikli
(adaa jo bhi nikli, qayamat he nikli)
jahaan tum ne chehre se aanchal hataya
(jahaan tum ne chehre se aanchal hataya)
waheen ehl_e_dil ko tamasha banaya
(waheen ehl_e_dil ko tamasha banaya)
khuda ke liyeh hum pe dorein na dalo
hamein zinda rehne do ey husn walo
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke)
(kali kali)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do)

vocables

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
aawara howi jaati hein zulfoon ko sambhalo
(aawara howi jaati hein zulfoon ko sambhalo)
dil mera ulajh jaye ga yeh jaal na dalo
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)

(vocables)

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
apni is zulf_e_pareshaan ko sambhalo warna
apni is zulf_e_pareshaan ko sambhalo warna
aise gustaakh ko hum choom lia karte hein

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
uljha hai paaon yaar ka zulf_e_daraaz mein
uljha hai paaon yaar ka zulf_e_daraaz mein
lo aap apne daam mei sayyad aa g_ya

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)

vocables

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
vocables

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)

sadawaar karte ho deg_e_jafa ka
(sadawaar karte ho deg_e_jafa ka)
bahate ho tum khoon ehl_e_wafa ka
(bahate ho tum khoon ehl_e_wafa ka)
bahate ho tum khoon ehl_e_wafa ka
yeh nagan si zulfein, yeh zehreli nazrein
(yeh nagan si zulfein, yeh zehreli nazrein)
wo pani na mange yeh jiss ko bhi das le
(wo pani na mange yeh jiss ko bhi das le)
wo lut jaye jo tumse dil ko laga le
(wo lut jaye jo tumse dil ko laga le)
wo lut jaye jo tumse dil ko laga le
phire hasratoon ka janaza uthaye
(phire hasratoon ka janaza uthaye)
hai maloom hum ko tumhari haqiqat
(hai maloom hum ko tumhari haqiqat)
mohabbat ke parde mei karte ho nafrat
(mohabbat ke parde mei karte ho nafrat)
kaheen aur ja ke adaein uchalo
hamein zinda rehne do ey husn walo

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)

vocables…

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
vocables
kali kali zulfoon ke phanday na dalo
kali kali zulfoon ke phanday na dalo
kali kali zulfoon ke phanday na dalo
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
yeh jhoti numaish yeh jhoti banawat
(yeh jhoti numaish yeh jhoti banawat)
fareb_e_nazar hai, nazar ki lagawat
(fareb_e_nazar hai, nazar ki lagawat)
yeh sumbal se gesu, yeh aariz gulabi
(yeh sumbal se gesu, yeh aariz gulabi)
zamane main laein g_y ik din kharabi
(zamane main laein g_y ik din kharabi)
fana hum ko kar dena yeh muskarana
(fana hum ko kar dena yeh muskarana)
ada kafirana chalan zalimana
(ada kafirana chalan zalimana)
dikhao na yeh ishwa_o_naz hum ko
(dikhao na yeh ishwa_o_naz hum ko)
sikhao na ulfat ke andaaz hum ko
(sikhao na ulfat ke andaaz hum ko)
kisi aur per zulf ka jaal dalo
hamein zinda rehne do ey husn walo

(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
vocables
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
apni zulfon ka pardah bana lijiyeh
husne masoom ub fitnagar ho g_ya
husne masoom ub fitnagar ho g_ya
barq gir jaye gi, door jal jaye ga
rukh tumhari nazar ka jidhar ho g_ya
(kali kali zulfoon ke phanday na dalo)
(hamein zinda rehnay do, ay husn walo)
hamein zinda rehnay do, ay husn walo
hamein zinda rehnay do, ay husn walo
hamein zinda rehnay do, ay husn walo

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...