kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

neha kakkar – gali gali كلمات اغاني

Loading...

maine tere liye chhoda hai zamana
zara tera irada toh bata
aise nazrein tu mujhse chura na
zara tera irada toh bata

chhaya hai mujhpe tera hi nasha
kambakht dil yeh kahan ja phansa
main teri deewani, tu mera deewana
samajh le nazar ka ishara

gali gali mein phirta hai
tu kyun banke banjara
aa mere dil mein bas ja
mere aashiq awara

gali gali mein phirta hai
tu kyun banke banjara
aa mere dil mein bas ja
mere aashiq awara

tera kasoor hai na mera kasoor
dono ke dono paas hoke bhi door
teri wajah se main toh soyi nahi
meri wajah se tu bhi jaaga zaroor

meri mohabbat se bach na sakega
samajh jaan_e_mann yeh ishara

gali gali mein phirta hai
tu kyun banke banjara
hey aa mere dil mein bas ja
mere aashiq awara

gali gali mein phirta hai
tu kyun banke banjara
aa mere dil mein bas ja
mere aashiq awara

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...