neha kakkar – badri ki dulhania كلمات اغاني
khelan kyun na jaye
tu hori re rasiya
khelan kyun na jaye
tu hori re rasiya
pooche hain tohe saari guiyan kahan hai
badri ki dulhania, dulhania
kurti pe teri malun gulaal
rang bata blue ya laal
air mein tere udte baal
aaja rang doon dono gaal
are sara rara
are sara rara
kabira sara rara
baby ke dekhe jhumke
lagaade char thumke
chhichore nache jamke
up mein din dahade
window aur chat pe taade
hum dekhen aankhen faade re
arey arey
tujhpe tiki hai meri naughty nazariya
tujhko bana kar ke
tujhko bana kar ke
tujhko bana kar ke le jayenge
badri ki dulhania
tujhko bana kar ke le jayenge
badri ki dulhania
rani bana kar ke
le jayenge badri ki dulhania
muniya re muniya
badri ki dulhaniya
muniya re muniya
badri ki dulhaniya
baby badi bholi hai
baby ki rang di choli hai
angreji mein khit pit madam ri
bura na maano holi hai
rama rama gazab ho g_ya
tere se nazariya lad g_yi
ayi jawani julm hoyi gawa
kis aafat mein pad g_yi
are sa ra rara
kabira sa ra ra
ho rama rama gazab hog_ya
tere se nazariya lad g_yi
aayi jawani julm hoyi gawa
kis aafat mein pad g_yi
haye main mar g_yi
sooli pe chadh g_yi
no no no kehna tha
lekin haan kar g_yi
dil tujhko send main toh kar g_yi re
main badri ki dulhania
tujhko bana kar ke
le jayenge haan badri ki dulhania
rani bana kar ke
le jayenge badri ki dulhania
baby ke dekhe jhumke
laga de chaar thumke
chhishore nache jamke
up mein din dahaarhe
window aur chat pe taarhe
hum dekhen aankhen faade re
tujhpe tiki hai meri naughty nazariya
tujhko bana kar ke
tujhko bana kar ke
tujhko bana kar ke le jayenge badri ki dulhania
tujhko bana kar ke le jayenge badri ki dulhania
rani bana kar ke
le jayenge badri ki dulhania
muniya re muniya
badri ki dulhania
muniya re muniya
badri ki dulhania
كلمات أغنية عشوائية
- brandon › brandon – equinox كلمات اغاني
- per gessle › per gessle – jo-anna says كلمات اغاني
- joe goddard › joe goddard – gabriel كلمات اغاني
- dons › dons – karš كلمات اغاني
- the spencer davis group › the spencer davis group – i’m a man – single version كلمات اغاني
- xzar › xzar – square aire كلمات اغاني
- treehouse sanctum › treehouse sanctum – shades of blue كلمات اغاني
- the wreckshop family › the wreckshop family – maintaining كلمات اغاني
- jwtm › jwtm – rappin’ hour كلمات اغاني
- kool dj gq › kool dj gq – gedicht in t9 كلمات اغاني