narci – hanuman setu كلمات اغاني
[hook]
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
jai manao aaj
[narci]
sath dashanana yudh khatam
laute nagar teeno ke kadam
pushpak pe viraaj hai swami
sath janki, sath lakhan
dono jod ke haath maruti
ram siya ke paas maruti
kare megh se baat maruti
gati milaate saath maruti
ram, lakhan, sita ki chhaaya
dekh aankh ne aansu bahaya
aaj mila deedar ka mauka
nain, hridy mein aap mein basaya
ravan ko bhi taar diya
tum hath vibhishan raaj diya
tum ragukul ka maan rakhe
na raaj liya, na taaj liya
dharm dagar pe kaaj kiya
pita vachan ka saath diya
veer maruti ko raghuveer
hridy ke swami paas kiya
tum kewat ko bhi daras diye
asuro pe they garaj g_ye
maa shabri se bhent kari
they naina jinke taras g_ye
kaanton pe jo pair rakhe
din, shaam prabhu dopahar rakhe
veer maruti ke naino mein
swami hai wo pair base
kaanton pe jo pair rakhe
din, shaam prabhu dopahar rakhe
veer maruti ke naino mein
swami hai wo hai pair base
[hook]
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
[narci]
chaudah saalon ka wo safar
kaanton bhara wo van ka dagar
veer maruti ke naino mein
hai har din, har kshan amar
praani hum maya ke bandhi
aap hamari ho pagdandi
jo le jaaye ram siya tak
setu ho tum wo bajrangi
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
unhi ki jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
shree raja ram chandra ki jai manao aaj
كلمات أغنية عشوائية
- bitu › bitu – bine كلمات اغاني
- jimmy of the saints › jimmy of the saints – heater كلمات اغاني
- trap jayy › trap jayy – soul ties كلمات اغاني
- gold steps › gold steps – petty كلمات اغاني
- cadence floria › cadence floria – holding me كلمات اغاني
- ajay money › ajay money – why? كلمات اغاني
- akira the don › akira the don – i feel fine كلمات اغاني
- jenny karapataki › jenny karapataki – ραντεβού στο μέλλον (radevou sto mellon) كلمات اغاني
- apex frazier xay hill › apex frazier & xay hill – godfidence كلمات اغاني
- rubberband › rubberband – 心照一生 (brotherhood) (live at hong kong coliseum 2021) كلمات اغاني