kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

music vala – kahan ho tum كلمات اغاني

Loading...

[ music vala]
tujhe yaad nahi
kyu tu rehti hai yu mere khayalo mein
kyu aati nahi hai neende mujhko raaton mein
kyu karti hai tu aisa
kya yaad main nahi
kya tujhe yaad main nahi
tujhe yaad nahi
kyu tu rehti hai yu mere khayalo mein
kyu aati nahi hai neende mujhko raaton mein
kyu karti hai tu aisa
kya yaad main nahi
kya tujhe yaad main nahi
[ music vala]
khoya tha main par tu na mili
tere bina meri suni gali
kehte the hum do nahi hai juda
karte the hum dono baate badi
tujhe pta hai main peeta nahi
botal ke sahare main jeeta nahi
log toh peete hai gum ko bhulane
tabhi toh chain se jeeta nahi (main)
kya aya nahi main, bol sahi hai
tabhi toh mujhko tu milta nahi hai
ab toh tu aja late nahi main
haan tujhe yaad kiya
paas thi meri ab kyu kho diya
teri ye kahaniyo pe likhta fasaane
kya tu bhi kuch likhti hai mujhko bulaane

[ music vala]
tujhe yaad nahi
kyu tu rehti hai yu merе khayalo mein
kyu aati nahi hai neende mujhko raaton mein
kyu karti hai tu aisa
kya yaad main nahi
kya tujhе yaad main nahi

[ music vala]
[ music vala]
tujhe yaad nahi
kyu tu rehti hai yu mere khayalo mein
kyu aati nahi hai neende mujhko raaton mein
kyu karti hai tu aisa
kya yaad main nahi
kya tujhe yaad main nahi
tujhe yaad nahi
kyu tu rehti hai yu mere khayalo mein
kyu aati nahi hai neende mujhko raaton mein
kyu karti hai tu aisa
kya yaad main nahi
kya tujhe yaad main nahi

[ music vala]
kahan ho tum jo aate nahi
kyu mujhko tum hasate nahi
main tere aage palke bicha du
jitni bhi chote khud pe hi khalu
kahan ho tum jo aate nahi
kyu mujhko tum hasate nahi
main tere aage palke bicha du
jitni bhi chote khud pe hi khalu

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...