kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mohammed rafi – main zindagi ka saath nibhata chala gaya كلمات اغاني

Loading...

[chorus]
main zindagi ka sath nibhata chala g_ya
har fikr ko dhuyein mein udata chala g_ya
har fikr ko dhuyein mein uda

[verse 1]
barbadiyon ka sog manana fizool tha
barbadiyon ka sog manana fizool tha
manana fizool tha, manana fizool tha
barbadiyon ka jashn manata chala g_ya
barbadiyon ka jashn manata chala g_ya
har fikr ko dhuyein mein uda

[verse 2]
jo mil g_ya usi ko muqaddar samajh liya
jo mil g_ya usi ko muqaddar samajh liya
muqaddar samajh liya, muqaddar samajh liya
jo kho g_ya main usko bhulata chala g_ya
jo kho g_ya main usko bhulata chala g_ya
har fikr ko dhuyein mein uda

[verse 3]
gham aur khushi mein fark na mehsoos ho jahan
gham aur khushi mein fark na mehsoos ho jahan
na mehsoos ho jahan, na mehsoos ho jahan
main dil ko us makaam pe lata chala g_ya
main dil ko us makaam pe lata chala g_ya
[chorus]
main zindagi ka sath nibhata chala g_ya
har fikr ko dhuyein mein udata chala g_ya

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...