kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mohad ali – back to nowhere كلمات اغاني

Loading...

verse:

jab tak jhooth ka palra bhi bhaari hai
tab tak hamara larhna bhi jaari hai
logon ko hai masla jo rakhi mene daari hai
tarsay tu diss ko mene bina kahay phaari hai
milta main sab se alag rahun sab se
boolna seekha jab se mu phaar rahun tab se
yaad nai sabak par yaad mujhe sarkain
kahin ka na chorain g_y dekh le tu larh k
sach k main saath hun, halaat k hai saath tu
mang_y tu ungli tou tujhe pura haath dun
suntay ham baatain na, karain na jo chahtay na
muqabalay ki baat ho tou ham bhi katra tay na
karun word_play jese maarun main khanjar
scene ka main puray badal dunga manzar
tere liye scene pura kardunga sakht main
gawky records hoga anay walay waqt main…

sirf gawky records hoga anay walay waqt main

sirf gawky records hoga anay walay waqt main..

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...