kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

mizraab – janay mein كلمات اغاني

Loading...

aaj bhi zulm_o_sitam kay rung wesay hi
mazi ki aahon say seekha kuch bhi nehin

aaj bhi insaniyat mismaar har jaga
haathon mein doltay hathiyar har jaga

nazrein chura kay guzarne ka
nehin mujh mein yay hosla

mein janay kyun hoon bolta
hay insaaf mein takheer to is say hay mera kia wasta
mein janay kyun hoon sochta
jo zawal ki janib rawan ghaflat mein haymashra

janay mein

aaj bhi kuch naujawan aisay hi zaya g_ye
sitaron pay dalein kamand wo naujawan kahan g_yay

aaj bhi laashain pareen ghar ghar aur har gali
bhairriyon ka ambaar he ya he koi aadmi

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...