kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

memax – kamini كلمات اغاني

Loading...

kamini, kamini, kamini, kamini
duniya hai kamini, mujhme kuchh kami nahi

kamini, kamini, kamini, kamini
duniya hai kamini, mujhme kuchh kami nahi

mil raha hain pyaar aur money bhi kar raha hu buzz main honey bee
shawty hai sweet si boht, zarurat nahi mujhe honey ki
money ki zarurat hain sab ko tujhe aisa lagta nahi to fu_k you
gale laga raha main luck ko jaane na du mere haq ko
saath na di kabhi family, dost bane meri family
chalu kiya maine therapy, kar raha hu khud ki main care abhi
bhar raha jeb main meri, jal rahi hai dekh ke teri
duniya padi peechhe maarne ko, jaise ye tom and jerry

kamini, kamini, kamini, kamini
duniya hai kamini, mujhme kuchh kami nahi

kamini, kamini, kamini, kamini
duniya hai kamini, mujhme kuchh kami nahi

funny thi zindagi boht, try to kiya par aayi nahi maut
feel karu fatte lost, puchho main khud ko kidhar hai ye god

kidhar hai, kidhar hai
inko bus apni hi fikar hai
karre mujhe ye saare trigger hai
tension nahi leta main liqour hai

peera hoon, jaise main zeher hi pee raha hu
khair ye zindagi fair nahi
ride hai jaise main fair mein jee raha hu
main toh ye dharti bhi hila du

chhote main khela tha maut se peek_aa_boo
jhatke hi kha raha hu life hai pikachu
par yahi life se aaj main seekha hoon
kamini, kamini, kamini, kamini
duniya hai kamini, mujhme kuchh kami nahi

kamini, kamini, kamini, kamini
duniya hai kamini, mujhme kuchh kami nahi

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...