meesha shafi – saranjaam كلمات اغاني
humain kabhi koi samjha nahin
par humain parwa nahin
humain kabhi koi samjha nahin
par humain parwa nahin
sari raat mein ghamon kee mari
ro_ee aur thakk ke hari
raqs e bismil karun tanha
apni dunya main ne khud sanwari
dhunn likhee sadqay vari
hazir hun ba khuda yahaan
jo likha hai saranjam
karna hai bus uss ka kaam
hum kya jaanain
hum choti see jaan
jo likha hai saranjam
karna hai bus uss ka kaam
hum kya jaanain
hum choti see jaan
apnay aap mein mast ho ke
raqs kho ke karoon
dunya walay chahay jo bhi sochain
mujhe dabochain
mein azaad hoon
urrti jaoon jaisay behta pani
geet gaoon jaisay raat kee rani
dil behlaoon ker ke dil kee baat
urrti jaoon jaisay behta pani
geet gaoon jaisay raat kee rani
dil behlaoon ker ke dil kee baat
jo likha hai saranjam
karna hai bus uss ka kaam
hum kya jaanain
hum choti see jaan
jo likha hai saranjam
karna hai bus uss ka kaam
hum kya jaanain
hum choti see jaan
apnay aap mein mast ho ke
raqs kho ke karoon
dunya walay chahay jo bhi sochain
mujhe dabochain
mein azaad hoon
mein azaad hoon
mein azaad hoon
كلمات أغنية عشوائية
- joe garrido › joe garrido – un diha كلمات اغاني
- joao neto frederico › joão neto & frederico – radin ligado كلمات اغاني
- k rino › k-rino – new found spirit كلمات اغاني
- sergio umbria › sergio umbria – toribio montañez كلمات اغاني
- onsra › onsra – resurrect كلمات اغاني
- tomas ballardo › tomas ballardo – nachito flechas كلمات اغاني
- zeds dead dnmo › zeds dead & dnmo – save my grave كلمات اغاني
- ze mulato e cassiano › zé mulato e cassiano – quem cria cobra كلمات اغاني
- harlequin gold › harlequin gold – baby blue كلمات اغاني
- kylie minogue › kylie minogue – spinning around (live) كلمات اغاني