kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

maaz raja khan – aingay aingay كلمات اغاني

Loading...

aing_y aing_y
sub ko bataing_y , apni sunaing_y
ankho hi ankho main tujko daren g_y
phir teri shakal hum sub ko dikheng_y

dekhna tu jalna mat
jealous hokar humse larna mat
raste k bich tu arna mat
bato main meri tu pashna mat
are hassna mat

mun tor daleng_y
tujhe hila den g_y
teri hi bato main tujhko phasa deng_y
ankh k ishare main sub ko samjha deng_y
jitne bhie aing_y sub baja deng_y
tere irado ki sub saza deng_y

ya batain chor
topic ko mor
tera feature hai flop
phele usko tow jor
tum jese core
hum jese anmool
jo dil main hai bol phele ankhain to khol
yahan baj rehe hain dhol
meri jeet ka bharam
tere mun pe sharam
meri batain garam
teri ankain hain nam
ya sub tera qasoor
mera chupa zahoor
meri ankhain choor
next drob howa drop bhot dor
gaane bhi sunte humare
phir batain ghumare
ya humse hi sikha
jo hume sikha rahe
dimagh hain ghuma rahe
ya jo souchain wo hum kar k dikha reh

kutte hain beta bs bhoktay reh jatay
jo asli hain sher wo kar k dikha tay
jo jal tay hain wo jaltay jaltay mar jatay

humare ag_y k hoshiyar hain batain ghumatay
hum unko hi bataun main unko phasa detay
ankho hi ankho main deshat bitha detay
har bande ko uski aukat yad dila detay
par jab hum hath hain mila tay
phir sath hain nibha tay

hyderabadi hain dil main ghus jatay hain
dil main ghus jain g_y
tu humara hoja hum tere hojain g_y
tu hoja loyal hum sub se bhir jain g_y

ya sher hai mehmanawzo ka
chaltay phir tay jahazo ka
yahan zoor hai quam ki awazo ka
insaaf yani scene hai tarazo ka
are jani rash mat krna zinda janazo ka

yahan ki allaw hain ratain
hum kartay na btain
jo ho karna hum kar dikhtay
biwi se zada briyani ko chatay

aziz pe ja k ruk ti pardo
chae plate beaf briyani to lado
bottle hain thandi to wo bhijwado
chalo jani jo hai scene phelay se batado
chalo ab sub ko katta do

almdaar se kohsar
mere do war , tere ar par
main chestman , tu back war
main dilbar main shahkar
tu sasta tu bekar
main tezdhar main talwar

na der hum , na sawer hume
na kaam kam hai , na chain zime
we are on time kr blame hume
tera flame kam hai
mera fame dum hai
yahan sare different same kam hain
i love honey , you wanna money
then don’t pull up my b_lls de respect hume

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...