kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

maanu – kidhar? كلمات اغاني

Loading...

[verse 1]
lighting fires
she’s lighting fires in my heart
mein inn khoye hoye sapno mein phassa from the start
like a lighter
chingaari bani aag
waisay hum dono ke beech hui aisi shuruwaat
i’m a fighter
par ab kaisay larhoon khud se?
kaisay boloon ke mein aya teray dil mein ruknay?
meri baat ab tu sun lay
karoon mein ab yaad wohi din jab hum gum thay
jab hum gum thay kaisi thi wo raatein
chupi chupi chaahaton ki gehri mulaaqaatein
wohi din jab hum saath thay
guzray kitnay din yu hi aisay gunguna ke
bin roye guzartay rahay wo din dil hoye naram se
teray bazam mein rahay ye dil tou rehta ye khush hai

[chorus]
bol tu kidhar kidhar hai?
aaja paas warna tanha laag_y raat
tu kidhar hai kidhar hai?
zara bol na adhoori chorein baat
tu kidhar kidhar hai?
kiya waada ke na choray gi tu saath
tu kidhar hai kidhar hai?
tu kidhar hai kidhar hai?
[verse 2]
sun lay aaj ke nai hona meinay khwaar
but these feelings that i’m feeling hua hai ye pehli baar
see i started from the bottom aur khula hai aasmaan
par khainchay mеri dor tu ke rahoon teray paas ab
jo chaahat uthi hai meray dil mеin
najanay kyun karay wo mujhay bekaraar
dou raahein milli hain mushkil se
ab manzil tak mein chahoon bus tera saath
teray bin na ho chen mujhay raas
ab aakhir hog_ya hai mujhay ye ehsaas
hun maazi mein abhi phassa hua
karoon mein ab yaad jab hum gum thay
jab hum sun thay kaisay thay wo naatay
chupi chupi aahaton ki gehri mulaqaatein
wohi din jab hum saath thay
guzray kitnay din yu hi aisay muskura ke
bin roye guzartay rahay wo din dil hoye naram se
haan teray bazam mein rahay ye dil tou rehta ye khush hai

[chorus]
bol tu kidhar kidhar hai?
aaja paas warna tanha laag_y raat
tu kidhar hai kidhar hai?
zara bol na adhoori chorein baat
tu kidhar kidhar hai?
kiya waada ke na choray gi tu saath
tu kidhar hai kidhar hai?
tu kidhar hai kidhar hai?
{outro]
haan tu kidhar hai jidhar hai udhar hi aakay mein ghar aik basa loon sanam
haan tu kidhar hai jidhar hai udhar hi aakay mein ghar aik basa loon sanam
bol tu kidhar hai kidhar hai
bol tu kidhar hai kidhar hai
bol tu kidhar hai kidhar hai
bol tu kidhar hai kidhar hai

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...