kalimah.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lata mangeshkar – nainan mein barasaat كلمات اغاني

Loading...

nainan mein barasaat man mein kaajal kaali raat – 2
andhakaar hi andhakaar hai diwas rain ban jaat – 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat
hooooooooooooo
prit karuun ya rit nibhaayuun – 2
man ki sunu ya tan ki
maati ki maala dekhuun ya shobha man madhuban ki
shobha man madhuban ki
(praanon ka hansa vyaakul hai
biraha saha nahin jaat) – 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat
hoooooooooo
ek aur dekhenge naate alakh duusari aur
ankhiyaan chandra chakor bani hai
chanda nand kish0r- – 2
(ansuan mein zarate angaare
dukh nahin nain samaat) – 2
nainan mein barsaat man mein kaajal kaali raat

كلمات أغنية عشوائية

اهم الاغاني لهذا الاسبوع

Loading...